
dhadkta paya h ..
Maine tuhjko kuhd me paya h….jaise tu mere andar samaya h ..is anjaan mahfil me …maine kuhd me tuhjko dhadkta paya h ….
Hakit se pare ek jahan h …maine un sapno ki duniya me tuhje ..mera hote paya h …un kwabo ko maine yun dil se lagaya h…phir usko kuch Palo me tutata paya h …
Kaha kaha leke phiro apne dil ko …..usko ab manzil pe leke Jana h…kuch mere kwabo se tere kwabo dhire dhire judte paya h ….tere didar ke liye maine rato ko kuhd ko jagte paya h ….
Maine tuhjko kuhd mme paya h ….maine tuhjko ko kuhd me dhadkte paya h …